F U N N Y S H A Y E R I Collected By Bad Boys Group, Warna, Maharastra
Saturday, August 1, 2009 Labels: Films, Funny Shairi, Josh Songs, Maharastra, Poems, Poetry, Shairi 0 comments
Bahana ho afsos ka hum inke ghar to jayen
Ladki: Aisa sochna bhi aye zalim paap hoga
Kabhi tu bhi kisi hasina ka baap hoga

yakeen nahin aata to suno...Bhow..bhow

Kal Gulab Hoga Mujh Se Shadi Kar Le,
Bara Sawaab Hoga

Zulekha ka ghumaar dekha hai
Kuch is tarah se Haseenon ka pyaar dekha hai
Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalat Kasm khuda ki..
Cinema bhi udhaar dekha hai

Paani peeta hoon pipe se,
Kya zamana aaa gaya,
Joote khata hoon wife se

Gaye honthon ki laaali
Ab to peeecha chor de,
main ho gaye bachchon waali

Kamaata nahin hun itni ke tujhe roze khilaoon
Aaati hai to aaa ja,
ya kisi aur ko pataooon

Chandni raat thi,
main so rahi thi
Phir kisi ne darwaza khatkhataya
Maine soncha mera dil aaya
Darwaza khol ker dekha to bijli ka bill aaaya

Sheeshi bhari gulab ki,
phatthar se phor doon pant wali mil jaye to
ghanghre wali ko chod doon

Rafta Rafta dekho aankh meri lari hai
Aaankh jis se lari hai woh meri maa se bhi bari hai

Woh jab chalti hai to raahon main 100-100 ke note bichata hoon
Woh chaali jati hai tab uthaa leta hoon

Ladki: Chandni chand se hoti hai,
sitaron se nahi
Mohabaat ek se hoti hai,
hazaron se nahi
Ladka: Chandni chand se hogi to sitaron ka kya hoga
Mohabbat ek se hogi to hazaron ka kya hog

Maine tujhe pyar kiya,
saraswati samajh kar Tere baap ne mujhe pita,
agarbattti samajh kar

Milna hai to mil isee
duniya ke chaman main Phir kya milna hoga,
Jab laaash hogi kaphan main

Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar do Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do

Tairna Hai To Paani Main Aao,
Kinare Pe Kya Rakha Hai Ishq Karna Hai To Bahar aa,
Ishare main Kya Rakha Hai

Aaakhain taras gaye tumhara khyal aa gaya
Ab to chehra dikha do, naya saal aaa gaya

Gul Gaye Gulshan Gaye,
Gul Ke Patte Rah Gaye
Sare Shayair Mar Gaye,
Tum Ullu Ke Pathe Rah Gaye

Ghar ghar main diya jale
To diwali mat samjho
Agar main tera peeche padoon
To mawali mat samjho

Angoothi Chanak Gaye,
Nageena Nikal Gaya Afsos Tera Baap,
Kameena Nikal Gaya

Dil Logi, Ke Jaan Logi,
Meri Jaan,
Set Hone main Kitna Time Logi

0 comments: to “ F U N N Y S H A Y E R I Collected By Bad Boys Group, Warna, Maharastra ” so far...
Post a Comment